Posts

mujhse mera khabar puchte hain, log mujhe ab kidhar puchte hain thi labo pe hansi mele the ghar me, udas khandhar ko log kidhar pujhte hain kon si surat hai jisme log se log mile, hum jab bhi mile log mtalab puchte hain dubo ke tufan me kasti hamari, log haumse hamara hunar puchta hain

kuch kuch main ab badlne laga hun

kuch kuch main ab badlne laga hun, tujhsa ab main dhalne laga hun har raah pe roushni hai andhera bhi, ab gir gir ke sambhlne laga hun beprawhi thi bephikri thi bezindagi berukhi bhi thi hum me ye kya hua hai in dino mujhko main kahan ab ye uljhne laga hun wo aur hai ya sayad chand hain ye tasweer hai ya khud tu hai kuch to hai aaj saam chat pe, main kyun phir barf sa piglne laga hun

had tak satana bhi khub aata hai

had tak satana bhi khub aata hai unko manana bhi khub aata hai gusse me hote hain jab kabhi hum unko musukurana bhi khub aata hai pyar to karti hain humse bepnah ye unko chupana bhi khub aata hai ladti hai aksar humse hamare khatir pyar unko jatana bhi khub aata hai thak ke so jane ko jee kare tab wo unki yadon ka sirhana bhi khub aata hai kis tarah bayan karun apna hale dil deepak

aise kahti ho jaise pass hoti ho

aise kahti ho jaise pass hoti ho jab bhi hoti ho kuch khas hoti ho itni sital aur itni sadab hoti ho jaise khuda se subah ka adaab hoti ho hotho ka kuch yun kanare se rakhti  ho galo pe jaise ek chota mahtab hoti ho ----------to be continue--------

bhulne ka kah gaya aur wo khud adhura sa rah gaya

bhulne ka kah gaya aur wo khud     adhura sa rah gaya jab chiidi baat ye dil me kuch           khurdura sa rah gaya kaise milunga tujhse kis nigah se baat hogi ek  kam   jo  diya tha mujhe wo bhi    adhura sa rah gaya hamne banai thi ek gharonda        ummed ki mitti se jo miiti ka bas dher tha jo ab               bhurbhura sa raha gaya

koi bhi galti ho mere sar dhar do

koi bhi galti ho mere sar dhar do sari ruskwayin do  bura  mujhe kar do n koi adalat rakho n koi gavahi kar do kaho bas ilzam aur saza mukarar kar do uff karne ki saza bhi itna  bhar kar do ghar ke har hisse ko meri ujar kar do jo chaho kar do zindagi  ya maut kar do saza kar bazar meri mujhe tar tar kar do

Pyar ahsan jatane ke liye na kiya jaye

Pyar ahsan        jatane         ke liye na kiya jaye Ibadat bas        dikhane        ke liye na kiya jaye raqibo ko  dundhte rahte hain mujhme hansi bas               jamane        ke liye na kiya jaye gair samjhte ho mujhko to yun hin samjho riste bas                 dillagane        ke liye na kiya jaye der se aati hai har baat samjh mujhe sawal bas              uljhane           ke liye na kiya jaye